Showing posts with label Computer Laptop Tips. Show all posts
Showing posts with label Computer Laptop Tips. Show all posts

1 November 2015

Computer Ki Speed Badhane Ke 5 Tarike Janiye!

Dosto aap ne dekha hoga ki jab hum naya Computer kharidte hai to humara Computer Fast chalta hai. par thode hi dino me hi ye Slow ho jata hai. Kya aap bhi apne Computer ki Slow Speed se pareshan hain to janiye 5 tarike jisse aap apne Computer ko Super Fast kar sakte hai. Tips 1 : Hum apne Computer me Temporary files ko Delete kar ke Computer ka Speed badha sakte hai. Temporary files ko Delete karne ke liye apne Computer me Run Comand Open kijiye.Run Comand Open karne ke liye Window + Rdabaye. Ab Runme%Temp%Type kar ke Enter kijiye. Ab sareTemporary files ki list Open ho jayegi. Sabhi files ko Ctrl+Adaba kar Sellect All kar le fir Shift+Delete kar ke Enter kar de sari files Delete ho jayengi. Aur apke Computer ki Speed bhi badh jayegi. Tips 2 : Recent files ko kare Delete : Apne Computer ke Run Comand me ja kar Recent Type kare. Sari Recent files ki list Open ho jayegi. AbSelect All kar ke Delete kar de. Is se bhi Computer ki Speed badhegi. Tips 3 : Faltu ke Running Applications ko kare Stop : Humare Computer me bahut se faltu ke application automatic on ho jate hai jisse humara system Slow ho jata hai. Aise Application ko rokne ke liye Apne Computer me Ctrl + Alt + Delete dabaye. Ab Start Task Managerme jakar vo Application jiska aap use na kar rhe ho aise Running Aplicationsko Select kar ke End Taskkar dijiye. Tips 4 : Apne Computer ke Recycle Bin ko humesa saaf rakhe. Kyonki jab hum apne Computer se koi file Delete karte hai to vo Recycle Bin me chali jati hai. Agar apko files ko bina Recycle Bin me jaye Direct Delete karna hai to aap Shift + Delete ke dwara kar sakte hai. Tips 5 : Computer ko Fast rakhne ke liye aap Antivirus jarur use kare aur Regular apne Computer ko Scankarte rahe. Is se apke Computer me Virus khtam ho jayega. Aur apka Computer humesa fast hi rahega. Aap Free Antivirus bhi use kar sakte ho Jaise -Avast, Avira Antivirus etc. Dosto Meri Ye Jankari Apko Kaisi Lagi Aap Apne Comments Jarur Digiyega. Aur Naye-Naye Jankari Pane Ke Liye Blog Tips Help ko Subscribe Karna Na Bhule....!

Computer Me On Screen Keyboard Ka Istemal Kaise Kare!

Hum jab Computer me jaruri kam kar rahe hote hai to aksar humara Keyboard kam karna band kar deta hai. Jiske karan hume bahut paresani hoti hai koi jaruri kam karne me. Kyonki Computer me jyadatar kam Keyboard se hota hai. Aisi parastithi main hum On-Screen Keyboard ke madat se apna jaruri kam kar sakte hai. Kya Hota Hai On-Screen Keyboard - On-Screen Keyboard humare Computer ke Screen par dikhai deta hai jise hum apne Mouse se click kar ke Type kar sakte hai. Hala ke On-Screen Keyboard se hum jaldi-jaldi Type nahi kar sakte lekin koi jaruri kam jarur kar sakte hai. On-Screen Keyboard Ka Istemal Kaise Kare - •Apne Mouse ki madat se apne Computer ke Start Botton par click kijiye aur Run Option par jaye. •Run Option ke"Search Box"Main Jakar"OSK"Type kare aur Enter kar de •"OSK"Type karne ke bad aap jaise hi"Ok Option"par click karenge vaise hi On-Screen Keyboard khul jayega. •Is Keyboard ki madat se aap Mouse se click kar keTyping kar sakte hai. Muskil ghadi main ye apke kam ayega, ise jarur ajmaye. Apko ye jankari kaisi lagi aap mujhe Comment kar ke jarur bataye. Aur Naye-Naye Post ke Update apne Email me pane ke liye hume Subscribe jarur kare.

Laptop Ke Hifazat Ke 5 Tips Jo hume Karni Chahiye!

Laptop humare life ka Important Part ban gaya hai. Kyonki Aaj kal sara kam Computerize aur Online ho gaya hai. Aaj Laptop ki ki mato me bhari kami aai hai. fir bhi ek thik-thak Laptop 25000 se 50000 Rupies ka aata hai. Jahir si bat hai ki ye rakam bhi kam nahi hai. Aise me agar hum apne Laptop ka dekh bhal thik se kare to ye saalo-saal bina ruke chal sakta hai. Main apko aise 5 Tips bataunga jisse aap apne Laptop ka dekhbhal acche se kar sakte hai. Laptop Ke hifazat Ke 5 Tips - • Apne Laptop me Antivirususe kare. Par Dhyan rahe ki Tryle Virssionuse na kare, Kyonki ye 1 saal ka hota hai aur isko har saal change karna padta hai. Aap chahe to Microsoft Security Essentialsuse kar sakte hai. Ye apko behtar Security bhi dega aur ye Free bhi hai. bus apko ise har hafte Update karna hoga. • Pandriveya SD Card lagane se pahle use Scan jarur kar le. Kyonki aksar dekha jata hai ki Pandrive, SD Card me Virus hote hai jo humare Laptop me ghus jate hai. Jiski vajah se humara Laptop Hang karne lagta hai aur Slow bhi ho jata hai. • Laptop me Keyboard ki hifazat bhi karni jaruri hai. Is par Khane-Pine ki chije na giraye. Kyonki aksar aisa hota hai ki hum Cofee ya Khane-Pine ki chije Keyboard me gira dete hai. Jisse humara Keyboard kam karna band kar sakta hai. Iske bachane ke liye Keyboard Protect Jarur lagaye. • Laptop ko On karne ke bad pahle achhe se Refresh kar le uske bad koi kam kare. Kyonki Refresh karne se Laptop Taro-Taza ho jata hai aur Sare Application sahi se kam karne lagte hai. Jisse humara Laptop Fast chalta hai. • Laptop Off karte samay samay Shutdown pura kare. Kyonki aksar hum jaldbaji me Laptop Shutdown kar dete hai. Aise me Application ya Oprating Systemhang ho jata hai aur band hone ke bavjud chalta rahta hai, jab tak ki Power khatam na ho jaye. Is liye Dhyan rakhe ki Laptop ko sahi tarike se Shutdown kare.

Computer Ya Laptop Ko Format Kaise Kare!

agar humare Computer me jyada virus ho jaye to humara Computer hang katne lagta hai aur slow bhi ho jata hai.Aise prastithi main hume majburan apne Computer ya Laptop ko Format karvana padta hai. Humese adhiktar longo ko pata nahi hota ki Computer ya Laptop ko Format kaise karte hai. Isliye aaj main apko puri details me bataunga ki Computer ya Laptop ko Format kaise karte hai. Computer Ya Laptop Ko Format Kaise Kare:~Computer ya Laptop ko Format karne ke liye apke pass Window 7/Window 8 ka Format Disc (Bootable DVD)hona jaruri hai. Agar apke pass nahi hai to aap Market se banva sakte hai ya Online Download karne ke liye yahan Click kare - Download Window Operating Systems. Format karne se pahle apne jaruri Files ka Backup jarur banale. Ab niche diye Steps Ko Follow Kijiye - Step 1)Window 7/Window 8 ke Format Disc (Bootable DVD) ko CD/DVD Romeme dale aur Computer ko Restart kare. Step 2)Ab jaise hi apka Computer ya Laptop Restart ho kar On hoga vaise hi apko ENTER Press karna hai 4 se 5 bar, uske bad apka Formating Proccess Automatic Start ho jayega. Agar apka Formating Proccess Automatic Start na ho rha ho to uska dusra tarika bhi hai. Dusra Tarika - Jab apka Compoter Restart ho kar On hoga vaise hi TAB+F12,F10 ya F8 Press kare. firCD/DVD Rome BootSlect kare aur 4 se 5 bar ENTER Press kare. Uske bad Window is Loading File dikhai dega aur Formating Proccess suru ho jayega. Step 3) 1.Language Select kare n aur niche 2.Nextpar Click kare.Step 4) Install par Click kare.Step 5) 1. Apna Oprating Systemchune jo apka Computer ya Laptop Support karta ho 2. Next par Click kare Step 6) 1.Terms ko Accept karen 2.Nextpar Click kareStep 8) 1. Syestem Partition(C Drive)Slect Kare 2.Drive Option (Advanced) par Click Kare 1.Format Option par Click kar ke Format kar de 2.Next par Click kareStep 9) Ab Oprating System Installation Start ho jayega.Jab ye 100% hoga to apka Computer ya Laptop Automatic Restart ho jayega. Step 10) Ab apko apne System ka User Name dalna hai jo bhi aap rakhna chahe.Step 11) Ask me later par Click kare Step 12) Time aur Date Set kare Congratulation apka Computer ya Laptop Successfuly Format ho chuka hai.

Bottom Ad (728x90)